
Complete Spoken English + Grammar Course
English sounds, pronunciation, spelling और daily-use English से शुरुआत।
Correct pronunciation सीखें और बोलने का डर खत्म करें।
Office, interview, travel और daily conversation के लिए English।
Fast sentence making और fluency के लिए most common verbs।
Helping verbs और sentence formation बिल्कुल simple तरीके से।
Present, Past और Future tenses with examples & practice।
Hindi से translate करने की dependency खत्म करें।
Modals का सही use करके confident English बोलें।
Phrases, clauses, narration और conditionals सरल भाषा में।
Reading, questioning skills और punctuation mastery।
यह Course हर उस इंसान के लिए है जो Confidence के साथ English बोलना चाहता है
Yes. Jo English jaante hai par bol nahi paate, unki problem hai practice ki kami. Bol bol kar hi English bolne me fluency aayegi, isliye maine har lesson me aise task diye hai jinse aapki bolne ki practice hogi.
STEP-1: Course join karne ke liye, diye gye plans me se ek select karo aur Join Now button pe click karke online payment karo.
STEP-2: Online payment ke baad, next screen pe aapko login or password mil jayega. Or aapke email pe bhi login or password send kiya jayga.
STEP-3: Online payment karte hi aapka email pe login password or course ka link send kiya jayga jaha se aap course login kar sakte hai.
Bilkul! Agar aap diye gaye practice exercises aur daily speaking activities follow karenge, toh aap confidently aur fluently English bol paayenge.
Nahi, yeh course pre-recorded videos par based hai, jise aap apne time ke hisaab se kabhi bhi dekh sakte hain.
Haan, course complete karne ke baad aap apna certificate download kar sakte hain.
Ek baar aap course purchase kar lete hain, toh aapko iss course ka lifetime access milta hai. Aap jab chahein, jitni baar chahein, course ko dobara dekh sakte hain.
Saare course videos Hindi language mein hain, taaki aap asaani se samajh sakein aur seekh sakein.
Nahi! Yeh course beginners se lekar advanced learners tak sabke liye hai. Agar aapko basic English bhi nahi aati, toh bhi aap easy steps ke saath seekh sakte hain.
Still have questions or need help?
We’re happy to assist you.